Skip to content
FreeGuitarTabs

Tere Bin

Sonu Nigam
Version1
90

Chords in this song

Strum
D-DU-UDU
Tere  bin main  dekhun na subah
Nigaahon  se abhi, yeh  vaada kar liya
Tere  bin ho  chalna bhi saza
Ki  raahon se abhi, yeh  vaada kar liya
Tere  bin main  dekhun na subah
Nigaahon  se abhi, yeh  vaada kar liya
Tere  bin ho  chalna bhi saza
Ki  raahon se abhi, yeh  vaada kar liya
Suno yehi jazbaat  hai mere
Yeh  dil kahe ki  khwaishein jeenay ki  saath hain tere
Tere  bin ho  saanson se juda
Hawaaon  se abhi, yeh  vaada kar liya
Tere  bin mein  dekhun na subah
Nigaahon  se abhi, yeh  vaada kar liya
Tu woh  zameen jis pe maine  toh apni yeh duniya  basaayi hai
Main bin  tere ab  kaha jaunga
Tu aasra  hai mera, main  toh jeeta hoon tere  bharose pe
Main bin  tere ab  na jee paunga
Meri toh  yeh har  baat tujhse  hai
Tuhi meri  hai dhoop  aur meri barsaat  tujhse hai
Tere  bin na  barse yeh ghata
Ghataaon  se abhi, yeh  vaada kar liya
Tere  bin mein  dekhun na subah
Nigaahon  se abhi, yeh  vaada kar liya
Jo haath  mein ho tera  haath toh yeh lakeerein  dhadakti hain
Tu ho  judaa sab  thama sa lagey
Jo tu  mere paas hai  toh yakeen apne hone  pe hota hai
Tu  ho judaa  sab guma  sa lagey
Haan  tu meri  aadat  mein shaamil  hai
Mere liye  main sacch  kahoon tu ibadaat  ke kabil hai
Tere  bin na  puri ho dua
Duaon  se abhi, yeh  vaada kar liya
Tere  bin mein  dekhun na subah
Nigaahon  se abhi, yeh  vaada kar liya
 Hope u ll like these chords!!
 :)

Source: Songsterr · Rights holder? Request removal.

Readable chord sheet for Tere Bin by Sonu Nigam

[G]Tere bin [E]main dekhun na subah
[A]Nigaahon se abhi, [C]yeh vaada kar liya
[G]Tere bin [E]ho chalna bhi saza
[A]Ki raahon se abhi, [C]yeh vaada kar liya

[G]Tere bin [E]main dekhun na subah
[A]Nigaahon se abhi, [C]yeh vaada kar liya
[G]Tere bin [E]ho chalna bhi saza
[A]Ki raahon se abhi, [C]yeh vaada kar liya
[G]Suno [E]yehi [A]jazbaat hai [C]mere
[G]Yeh dil [E]kahe [A]ki khwaishein jeenay [C]ki saath hain tere
[G]Tere bin [E]ho saanson se juda
[A]Hawaaon se abhi, [C]yeh vaada kar liya
[G]Tere bin [E]mein dekhun na subah
[A]Nigaahon se abhi, [C]yeh vaada kar liya

[G]Tu [E]woh zameen jis pe [A]maine toh apni yeh [C]duniya basaayi hai
[G]Main [E]bin tere [A]ab kaha [C]jaunga
[G]Tu [E]aasra hai mera, [A]main toh jeeta hoon [C]tere bharose pe
[G]Main [E]bin tere [A]ab na jee [C]paunga
[G]Meri [E]toh yeh [A]har baat [C]tujhse hai
[G]Tuhi [E]meri hai [A]dhoop aur meri [C]barsaat tujhse hai
[G]Tere bin [E]na barse yeh ghata
[A]Ghataaon se abhi, [C]yeh vaada kar liya
[G]Tere bin [E]mein dekhun na subah
[A]Nigaahon se abhi, [C]yeh vaada kar liya

[G]Jo [E]haath mein ho t[A]era haath toh yeh l[C]akeerein dhadakti hain
[G]Tu [E]ho judaa [A]sab thama sa [C]lagey
[G]Jo [E]tu mere paas [A]hai toh yakeen apne [C]hone pe hota hai
[G]Tu ho [E]judaa sab [A]guma sa [C]lagey
[G]Haan tu [E]meri a[A]adat mein [C]shaamil hai
[G]Mere [E]liye main [A]sacch kahoon tu [C]ibadaat ke kabil hai
[G]Tere bin [E]na puri ho dua
[A]Duaon se abhi, [C]yeh vaada kar liya
[G]Tere bin [E]mein dekhun na subah
[A]Nigaahon se abhi, [C]yeh vaada kar liya

Hope u ll like these chords!!
:)

More songs by Sonu Nigam

Browse more →