Aye Zindagi
Ram SampathVersion1
90
Chords in this song
Strum
D-DU-UDU
Aye zindagi tu hi bata
Khoya hai jo paaun kahaan?
Har bhool ko maafi mile
Roothe palo'n ko main laaun manaa?
Naa jaane kitni hansti aankhon ke
Saare sapne chheen liye maine
Saaye hain chheene kitne saro'n se
Aur kitne ghar phoonk diye maine
Naa jaane kitne rishton ki dor main kaat ke aaya hoon
Itni baatein bhoolun main kaise?
Kaise main khud ko apnaaun...?
Aye zindagi tu hi bataa
Khoya hai jo paaun kahaan?
Har bhool ko maafi mile
Roothe palon ko main laaun manaa
Hey Hey
Ho aankhein bhi khuli, maaloom tha sab
Sab kuch hote dekh raha tha main
Phir bhi naa kuch bhi roka maine
Jaane kis lehar baha tha maine
Kaash ye sab ik khwaab hi ho
Aankh khule to sab theek mile
Bojh ye bann ke jaaye utar
Dil ye mera phir se khile
Aye zindagi tu hi bata
Khoya hai jo paaun kahaan?
Har bhool ko maafi mile
Roothe palon ko main laaun manaa
Source: Songsterr · Rights holder? Request removal.
Readable chord sheet for Aye Zindagi by Ram Sampath
Aye [C] zindagi tu hi [F] bata Khoya hai [G] jo paaun [C] kahaan? Har bhool [C] ko maafi [F] mile Roothe [G] palo'n ko main laaun [C] manaa? [F] Naa jaane kitni hansti aankhon ke Saare [G] sapne chheen liye maine [F] Saaye hain chheene kitne saro'n se Aur [G] kitne ghar phoonk diye maine Naa jaane [C] kitne rishton ki dor main [G] kaat ke aaya hoon [C] Itni baatein bhoolun main kaise? Kaise main [G] khud ko [C] apnaaun...? Aye zindagi tu hi bataa Khoya hai jo paaun kahaan? Har bhool ko maafi mile Roothe palon ko main laaun manaa Hey Hey Ho [F] aankhein bhi khuli, maaloom tha sab Sab kuch [G] hote dekh raha tha main [F] Phir bhi naa kuch bhi roka maine Jaane [G] kis lehar baha tha maine [C] Kaash ye sab ik khwaab hi ho Aankh [G] khule to sab theek [C] mile Bojh ye [C] bann ke jaaye utar Dil ye [G] mera phir se [C] khile [F] [C] Aye zindagi tu hi [F] bata Khoya hai [G] jo paaun [C] kahaan? [C] Har bhool ko maafi [F] mile Roothe [G] palon ko main laaun [C] manaa