Skip to content
FreeGuitarTabs

Aarzoo

Noori
Version1
90

Chords in this song

Strum
D-DU-UDU
Chor  meree bayyan  re
Dekh  na yahaan
 Aana nahin...
O'  meray saiyyan  re
Dur  mein wahaan
 Aur meray...
Sawaal  ka jawaab  do!
Pukaar  hai awaaz  do!
Kis  ka qusoor  hai?
 Kyoon khushyan  mujh se dur  hain?
Meray  dil mein kyoon  nahin hai...
Aarzoo?
 Kho gayay hain hum tum kahaan?
 Ho gayay hain kyoon bezubaan?
 Bhoolay se nahin phir  milain
 Dhoonday thay kabhi jo  nishaan!
 Zindagee se roothay
 Aansoo'on mein doobay
 Dur hain kahan?
Bol  meray saiyyan  re
Dekh  tu yahaan
 Choree teri hain
mein  ne baiyyan  re
Dur  tu wahaan
 Kesay teray...
Sawaal  ka jawaab  doon?
Kahaan  hun mein, kahaan  hai tu!
Kesa  yeh shor  hai?
 Teray dil  main kyoon yeh chor  hai?
Iss  jeewan ki nahin  hai...
Aarzoo!
 Kho gayay hain hum tum kahaan?
 Ho gayay hain kyoon bezubaan?
 Bhoolay se nahin phir  milain
 Dhoonday thay kabhi jo  nishaan!
 Zindagee se roothay
 Aansoo'on mein doobay
 Dur hain kahan?
Hum  bhool ja'ain gay woh yadain  sabhi
 Woh rangon  se saji huee jo dunya  thee kabhi
 Janay kyoon?...
 Ab so  gayay, meray chaand  aur taaray
 Hum kho  gayay...
Hum  haaray!

Source: Songsterr · Rights holder? Request removal.

Readable chord sheet for Aarzoo by Noori

[A]Chor meree [F]bayyan re
[G#]Dekh na [G]yahaan
Aana nahin...
[A]O' meray [F]saiyyan re
[G#]Dur mein [G]wahaan

Aur meray...
[F]Sawaal ka [G]jawaab do!
[F]Pukaar hai [G]awaaz do!

[F]Kis ka [G]qusoor hai?
Kyoon [A]khushyan mujh se [G]dur hain?
[F]Meray dil mein [G#]kyoon nahin hai...
[G]Aarzoo?

Kho gayay hain [C]hum [G]tum [A]kahaan?
Ho gayay hain [F]kyoon [G]bezu[A]baan?
Bhoolay se na[C]hin [G]phir mil[A]ain
Dhoonday thay ka[F]bhi [G]jo nis[A]haan!

Zindagee se [D]roothay
Aansoo'on mein [E]doobay
Dur hain [C]kahan?

[A]Bol meray [F]saiyyan re
[G#]Dekh tu [G]yahaan
Choree teri hain
[A]mein ne [F]baiyyan re
[G#]Dur tu [G]wahaan

Kesay teray...
[F]Sawaal ka [G]jawaab doon?
[F]Kahaan hun mein, [G]kahaan hai tu!

[F]Kesa yeh [G]shor hai?
Teray [A]dil main kyoon yeh [G]chor hai?
[F]Iss jeewan ki [G#]nahin hai...
[G]Aarzoo!

Kho gayay hain [C]hum [G]tum [A]kahaan?
Ho gayay hain [F]kyoon [G]bezu[A]baan?
Bhoolay se na[C]hin [G]phir mil[A]ain
Dhoonday thay ka[F]bhi [G]jo nis[A]haan!

Zindagee se [D]roothay
Aansoo'on mein [E]doobay
Dur hain [C]kahan?

[A]Hum bhool ja'ain gay woh [G#]yadain sabhi
Woh [G]rangon se saji huee jo [F]dunya thee kabhi

Janay [G]kyoon?...

Ab [F]so gayay, meray [G#]chaand aur taaray
Hum [A]kho gayay...
[F]Hum haaray!

More songs by Noori

Browse more →