Dekha Hai Aise Bhi
Lucky AliVersion1
90
Chords in this song
Strum
D-DU-UDU
Gharko main nikla, tanha akela
Saath mere kaun hai, yaar hai mera
Jo bhi karna tha, kar aa gaya main
Pyaar ko hi maante chalte jaana
(The 6ths are purely a matter of personal taste.
Use the regular majors E and A if they sound better.)
Dekha hai aise bhi kisi ko aise hi
Apne bhi dil mein basaaye huye kuch iraade hain
Dil ke kisi koney mein bhi kuch aise hi vaade hain
Inko liye jab hum chaley nazaare bhi humse miley
o o o ooo
Dekha hai aise bhi kisi ko aise hi
Hanste hansate yun sub ko manaate hum jaayenge
Barson ki doori ko milke hum saath mitaayenge
Pyaar rahe, inke liye
Jo dhoonde woh unko miley
Thoda sa garaz hai, thodi si samajh hai
Chaahton ke daayre mein, rukna farz hai
Koi kehta hai, ke ghar aa gaya hai
Aarzoo bhi arz hai, ke badhte jaana
Dekha hai aise bhi kisi ko aise hi
Dil ke jharokhon mein ab bhi mohabbat ke saaye hai
Reh jaaye jo baad mein bhi hamaare woh paaye hain
Inke liye, ab hum chaley
Hazaaron mein hum bhi miley
Dekha hai aise bhi kisi ko aise hi
Tab - AJ
Source: Songsterr · Rights holder? Request removal.
Readable chord sheet for Dekha Hai Aise Bhi by Lucky Ali
[E] [A] Gh[E]arko main nikla, t[A6]anha akela S[E6]aath mere kaun hai, y[A6]aar hai mera J[E]o bhi karna tha, kar [A6]aa gaya main Py[E6]aar ko hi maante ch[A]alte jaana (The 6ths are purely a matter of personal taste. Use the regular majors E and A if they sound better.) D[E]ekha hai aise bhi kisi ko aise hi [A]Apne bhi dil mein basaaye huye kuch ir[E]aade hain D[A]il ke kisi koney mein bhi kuch aise hi v[F#m]aade hain [A]Inko liy[B]e j[A]ab hum chal[B]ey naz[A]aare bhi h[B]umse mil[E]ey o o o [A]ooo Dekha hai aise bhi kisi ko aise hi Hanste hansate yun sub ko manaate hum jaayenge Barson ki doori ko milke hum saath mitaayenge Pyaar rahe, inke liye Jo dhoonde woh unko miley Thoda sa garaz hai, thodi si samajh hai Chaahton ke daayre mein, rukna farz hai Koi kehta hai, ke ghar aa gaya hai Aarzoo bhi arz hai, ke badhte jaana Dekha hai aise bhi kisi ko aise hi Dil ke jharokhon mein ab bhi mohabbat ke saaye hai Reh jaaye jo baad mein bhi hamaare woh paaye hain Inke liye, ab hum chaley Hazaaron mein hum bhi miley Dekha hai aise bhi kisi ko aise hi Tab - AJ