Awarapan Banjarapan
JismVersion1
90
Chords in this song
Strum
D-DU-UDU
Awaarapan, banjarapan,
Ek halaa hai sinay mein.
Har dam har pal bechaini hai -
Kaun balaa hai sinay mein?
Is dharti par jis pal suraj,
Roz saveere ugta hai...
Is dharti par jis pal suraj,
Roz saveere ugta hai -
Apne liye to thik usi pal,
Roz dhalaa hai sinay mein.
Awaarapan, banjarapan,
Ek halaa hai sinay mein.
Jaane yeh kaisi aag lagi hai,
Jis mein dhua na chingari...
Jaane yeh kaisi aag lagi hai,
Jis mein dhua na chingari -
Ho na ho us par kahin koi,
Khwaab jalaa hai sinay mein.
Awaarapan, banjarapan,
Ek halaa hai sinay mein.
Jis raste par tapta suraj
Sari raat nahi dhalta...
Jis raste par tapta suraj
Sari raat nahi dhalta -
Ishq ki aise raha guzar ko
Hum ne chuna hai sinay mein.
Awaarapan, banjarapan,
Ek halaa hai sinay mein.
Kahan kise ke liye hai mumkin,
Sab ke liye ek sa hona...
Kahan kise ke liye hai mumkin,
Sab ke liye ek sa hona -
Thoda sa dil mera bura hai,
Thoda bhalaa hai sinay mein.
Awaarapan, banjarapan,
Ek halaa hai sinay mein.
Source: Songsterr · Rights holder? Request removal.
Readable chord sheet for Awarapan Banjarapan by Jism
[Dm]Awaara[Bb]pan, [C]banjara[Dm]pan, [F]Ek ha[Dm]laa hai [Am]sinay mein. [Dm]Har dam har [Bb]pal [C]bechaini [Dm]hai - [F]Kaun ba[Dm]laa hai [Am]sinay mein? [F]Is dharti par [Dm]jis pal suraj, [Bb]Roz saveere [C]ugta [Dm]hai... [F]Is dharti par [Dm]jis pal suraj, [Bb]Roz saveere [C]ugta [Dm]hai - [F]Apne liye to [Bb]thik usi pal, [F]Roz dhalaa hai [Am]sinay mein. [Dm]Awaara[Bb]pan, [C]banjara[Dm]pan, [F]Ek ha[Dm]laa hai [Am]sinay mein. [F]Jaane yeh kaisi [Dm]aag lagi hai, [Bb]Jis mein dhua na [C]chinga[Dm]ri... [F]Jaane yeh kaisi [Dm]aag lagi hai, [Bb]Jis mein dhua na [C]chinga[Dm]ri - [F]Ho na ho us par [Bb]kahin koi, [F]Khwaab jalaa hai [Am]sinay mein. [Dm]Awaara[Bb]pan, [C]banjara[Dm]pan, [F]Ek ha[Dm]laa hai [Am]sinay mein. [F]Jis raste par [Dm]tapta suraj [Bb]Sari raat na[C]hi dhal[Dm]ta... [F]Jis raste par [Dm]tapta suraj [Bb]Sari raat na[C]hi dhal[Dm]ta - [F]Ishq ki aise [Bb]raha guzar ko [F]Hum ne chuna hai [Am]sinay mein. [Dm]Awaara[Bb]pan, [C]banjara[Dm]pan, [F]Ek ha[Dm]laa hai [Am]sinay mein. [F]Kahan kise ke [Dm]liye hai mumkin, [Bb]Sab ke liye ek [C]sa ho[Dm]na... [F]Kahan kise ke [Dm]liye hai mumkin, [Bb]Sab ke liye ek [C]sa ho[Dm]na - [F]Thoda sa dil [Bb]mera bura hai, [F]Thoda bhalaa hai [Am]sinay mein. [Dm]Awaara[Bb]pan, [C]banjara[Dm]pan, [F]Ek ha[Dm]laa hai [Am]sinay mein.