Skip to content
FreeGuitarTabs

Mantraa

Euphoria
Version1
90

Chords in this song

Strum
D-DU-UDU
 Na na...
Kisne  ye jaana hai ye kitna puraana hai,
 Jaata kahaan ye silsila?
 Phir se na aana hai ye kitna suhaana hai
 Pal ye jo humko hai mila.
Kisne  ye jaana hai ye kitna puraana hai,
Jaata  kahaan  ye silsila?
Phir  se na aana hai ye kitna suhaana hai
Pal  ye jo humko hai mila.
Is  pal mein aao khud ko jaan lein pehchaan lein hum,
Aao  dekhein jeevan ke rang sabhee,
Bhoolein  na beeti jo thi, dekhenge hoga jo bhi,
Pehle  jaane to sahi, kya hai tera mantra?
Hai  jeet kya aur haar kya, gham aur khushi ke paar kya,
Hai megh  ke aasaar kya, toofaan kya majhdhaar kya,
Hai  baadlon ke paar kya, koi aur bhi sansaar kya,
Bas jaan  lo hai pyaar kya, hai ye mera mantra!!
 Dekho pukaarein tumhe nabh ke sitaarein,
 Baahein phailaaye aasmaan,
 Bahti hawaaein tumhe kahti fizaaein,
 Dekho thamey na kaaravaan.
 Lekar chal yaadein kal ki, karta chal tu waadein kal ke,
 Is pal pe tere kadmon ke nishaan,
 Dekhenge aane waale, manzil ko pane waale,
 Poochhenge chalne waale, kya hai tera mantra?
 Mehnat bhi hai, himmat bhi hai, thodi si, haan, kismat bhi hai,
 Aankhon mein hain kuchh khwaab bhi aur seene mein hasrat bhi hai,
 Hai saanson ka aadhaar kya, aur zindagi ka saar kya,
 Bas jaan lo hai pyaar kya, Hai ye mera mantra!!
Aao  na,  socho na, dil se mita dein sab faaslein,
Sarhad na,  mazhab na, hum sab rangein hon,
Ek  rang mein, ek rang mein.
Tera  hai  apna kya, tera paraaya kya, tera hai aasha kya, tera hai jeevan kya...
Tera  hai sapna kya, tera hai Eishwar kya, tera hai bhaasha kya,
Tera  hai mantra kya...?

Source: Songsterr · Rights holder? Request removal.

Readable chord sheet for Mantraa by Euphoria

Na na...
[E]Kisne ye jaana hai ye kitna puraana hai,
Jaata kahaan ye silsila?
Phir se na aana hai ye kitna suhaana hai
Pal ye jo humko hai mila.
[E]Ki[D]sne ye jaana hai ye kitna puraana hai,
[E]Ja[E]at[E6]a k[E7]ahaan ye silsila?
[E]Ph[D]ir se na aana hai ye kitna suhaana hai
[E]Pal ye jo humko hai mila.
[D]Is pal mein aao khud ko jaan lein pehchaan lein hum,
[E]Aa[D]o dekhein jeevan ke rang sabhee,
[E]Bh[A]oolein na beeti jo thi, dekhenge hoga jo bhi,
[E]Pehle jaane to sahi, kya hai tera mantra?
[E]Ha[D]i jeet kya aur haar kya, gham aur khushi ke paar kya,
[E]Ha[G]i [A]megh ke aasaar kya, toofaan kya majhdhaar kya,
[E]Ha[D]i baadlon ke paar kya, koi aur bhi sansaar kya,
[A]Ba[A]s [E]ja[D]an lo hai pyaar kya, hai ye mera mantra!!
Dekho pukaarein tumhe nabh ke sitaarein,
Baahein phailaaye aasmaan,
Bahti hawaaein tumhe kahti fizaaein,
Dekho thamey na kaaravaan.
Lekar chal yaadein kal ki, karta chal tu waadein kal ke,
Is pal pe tere kadmon ke nishaan,
Dekhenge aane waale, manzil ko pane waale,
Poochhenge chalne waale, kya hai tera mantra?
Mehnat bhi hai, himmat bhi hai, thodi si, haan, kismat bhi hai,
Aankhon mein hain kuchh khwaab bhi aur seene mein hasrat bhi hai,
Hai saanson ka aadhaar kya, aur zindagi ka saar kya,
Bas jaan lo hai pyaar kya, Hai ye mera mantra!!
[C#m7]Aao n[A]a,[B] socho na, dil se mita dein sab faaslein,
[C#m7]Sarha[B]d [A]na, mazhab na, hum sab rangein hon,
[D]Ek[E] rang mein, ek rang mein.

[E] [D] [A] [B] [E] [D] [A] [B]
[E]Te[D]ra[A] h[B]ai apna kya, tera paraaya kya, tera hai aasha kya, tera hai jeevan kya...
[E]Te[D]ra[A] hai sapna kya, tera hai Eishwar kya, tera hai bhaasha kya,
[B]Tera hai mantra kya...?

More songs by Euphoria

Browse more →